Maa - Shankar Mahadevan&Bugs Bhargava

Shankar Mahadevan

Bugs Bhargava

专辑:《Taare Zameen Par (Original Motion Picture Soundtrack)》

更新时间:2025-03-12 17:40:21

文件格式:mp3

网盘下载

Maa - Shankar Mahadevan&Bugs Bhargava 歌词

Maa - Shankar Mahadevan/Bugs Bhargava

Main kabhi batlata nahin

Par andhere se darta hoon main maa

Yun to main dikhlata nahin

Teri parwaah karta hoon main maa

Tujhe sab hain pata hain na maa

Tujhe sab hain pata meri maa

Bheed mein yun na chodo mujhe

Ghar laut ke bhi aa naa paun maa

Bhej na itna door mujkko tu

Yaad bhi tujhko aa naa paun maa

Kya itna bura hoon main maa

Kya itna bura meri maa

Jab bhi kabhi papa mujhe jo zor se jhoola jhulate hain maa

Meri nazar dhoondhe tujhe

Sochu yahi tu aa ke thaamegi maa

Unse main yeh kehta nahin

Par main seham jaata hoon maa

Chehre pe aana deta nahin

Dil hi dil mein ghabraata hoon maa

Tujhe sab hain pata hain na maa

Tujhe sab hain pata meri maa

Main kabhi batlata nahin

Par andhere se darta hoon main maa

Yun to main dikhlata nahin

Teri parwaah karta hoon main maa

Tujhe sab hain pata hain na maa

Tujhe sab hain pata meri maa