Ruka Hoon - Jigar Saraiya
Lyrics by:Jigar Saraiya
Composed by:Jigar Saraiya/Sachin Sanghvi
Kaha hai kaha hai
Maine sau baariyaan
Ek aur baari haan ho
Kahunga kahunga
Tu jab tak maani na
Hai dil ne thaani haan
Oh ho ho main toh
Teri haan ko hi ruka hoon jaaneya
Hun ki karaan main ki karaan main
Ki karaan tu ye bata
Ho main taan tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Main taan tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Teri haan ko main saal 75 rook jaana
Ho channa tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Rukh jana
Rukh jana
Ho naina mere sukhe sukhe sukhe sukhe
Yaada vich ruke ruke ruke ruke
Naina mere sukhe sukhe sukhe sukhe
Yaada vich ruke ruke ruke ruke
Suna hai suna hai
Ki dil ko rishta hai
Wo kabhi kabhi ghista hai
Sununga main sununga tera har shikwa ve
Tu hasdi te hasda main
Oh ho ho main toh
Teri haan ko hi ruka hoon jaaneya
Hun ki karaan main ki karaan main
Ki karaan tu ye bata
Ho main taan tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Main taan tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Teri haan ko main saal 75 rook jaana
Ho channa tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Ho main taan kise nu vi pyaar kiya
Na kar pana
Main taan tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Ruka hu ruka hu ruka hu
Haan main to teri haan ko
Channa tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Ki main to teri haan ko ruka hoon