Phir Mohabbat - Mohd Irfan&Arijit&Saim

Mohd Irfan

Arijit

Saim

专辑:《Murder 2》

更新时间:2025-04-14 15:10:30

文件格式:mp3

网盘下载

Phir Mohabbat - Mohd Irfan&Arijit&Saim 歌词

Phir Mohabbat - Arijit Singh

Jab-jab tere paas main aaya ik sukun mila

Jise main tha bhoolta aaya woh wajud mila

Jab aaye mausam gam ke tujhe yaad kiya

Ho jab sehme tanhapan se tujhe yaad kiya

Dil sambhal ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Dil yahin ruk ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Aisa kyun kar hua jaanun na main jaanun na

O dil sambhal ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Dil yahin ruk ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Jis raah pe hai ghar tera

Aksar wahan se haan main hoon ghuzra

Shaayad yehi dil mein rahaa

Tu mujkho mil jaaye kya pataa

Kya hai yeh silsila jaanun na main jaanun na

Oh dil sambhal ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Dil yahin ruk ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Kuchh bhi nahin jab darmiyaan

Phir kyun hai dil tere hi khwaab bunta

Chaha ki dein tujhko bhula

Par ye bhi mumkin ho na sakaa

Oooh

Kya hai yeh mamla jaanun na main jaanun na

Dil sambhal ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Dil yahin ruk ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Dil sambhal ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu