Sunlo Zara - A.R. Rahman&Rashid Ali&Shreya Ghoshal&Timmy&Balesh

A.R. Rahman

Rashid Ali

Shreya Ghoshal

Timmy

Balesh

专辑:《Perfect 10: AR Rahman - The Spirit of Music》

更新时间:2025-04-13 03:13:11

文件格式:mp3

网盘下载

Sunlo Zara - A.R. Rahman&Rashid Ali&Shreya Ghoshal&Timmy&Balesh 歌词

Sunlo Zara - A. R. Rahman (A·R·拉赫曼)

Sunlo zara kehta hai maan

Tum se yeh dhadkan dhadkan

Yeh jo pyaar hai

Yeh bahar hai

Hai jo pyaar to

Khila har chaman

Sunlo na kehti hai yeh umang

Chalenge sang sang

Le ke hum pyaar ke ssaare rang

Jaage hai arrmaana

Jasbaat hai jawan

Dil mein nai hai tarang

Mein hoon dil hai tu hai

Bas yeh guftagu hai

Tu meri hai meri hai

Armaan machalte hai

Sapne peeghalte hai

Hum dhun badaltein hai

Ashita ashita

Mausam salona hai

To hosh khona hai

Deewana hona hai

Ashita ashita

Sunlo na kehti hai yeh umang

Chalenge sang sang

Le ke hum pyaar ke ssaare rang

Jaage hai arrmaana

Jasbaat hai jawan

Dil mein nai hai tarang

Jaane yeh kya jadoo hai

Kya yeh sama harsoo hai

Tumse nazar jo mili hai

Chandani din mein khile hai

Tu hai to yeh fiza hai

Warna duniya kya hai

Yeh husn tu hi hai layi

Armaan machalte hai

Sapne peeghalte hai

Hum dhun badaltein hai

Ashita ashita

Mausam salona hai

To hosh khona hai

Deewana hona hai

Ashita ashita

Sunlo na kehti hai yeh umang

Chalenge sang sang

Le ke hum pyaar ke ssaare rang

Jaage hai arrmaana

Jasbaat hai jawan

Dil mein nai hai tarang

Mein hoon dil hai tu hai

Bas yeh guftagu hai

Mein teri hoon teri hoon

Armaan machalte hai

Sapne peeghalte hai

Hum dhun badaltein hai

Ashita ashita

Mausam salona hai

To hosh khona hai

Deewana hona hai

Ashita ashita