Zaalima - Arijit Singh (阿里吉特·辛格)/Harshdeep Kaur
Jo teri khaatir tadpe
Pehle se hi kya usse tadpana
O zaalima o zaalima
Jo teri ishiq mein behka
Pehle se hi kya usse behkana
O zaalima o zaalima
Jo teri khaatir tadpe pehle se hi
Kya usse tadpana
O zaalima o zaalima
Jo teri ishiq mein behka
Pehle se hi kya usse behkana
O zaalima
O zaalima
Aankhein marhaba
Baatein marhaba
Main sau martaba
Deewana hua
Mera na raha
Jab se dil mera
Tere husn ka
Nishana hua
Jiski har thadkan tu ho aise
Dil ko kya dhadkana
O zaalima o zaalima
Jo teri khaatir tadpe pehle se hi
Kya usse tadpana
O zaalima
O zaalima
Saanson mein teri nazdeekiyon ka
Ittar tu ghol de
Ghol de
Main hi kyun
Ishiq zahir karun tu
Bhi kabhi bol de
Bol de
Saanson mein teri nazdeekiyon ka
Ittar tu ghol de
Ghol de
Main hi kyun
Ishiq zahir karun tu
Bhi kabhi bol de
Bol de
Leke jaan hi
Jayega meri
Qaatil har tera
Bahana hua
Tujhse hi shuru
Tujhpe hi kharam
Mere pyaar ka
Fasana hua
Tu shamma hai toh
Yaad rakhna
Main bhi hoon parwanaa
O zaalima
O zaalima
Jo teri khaatir tadpe
Pehle se hi
Kya usse tadpana
O zaalima
O zaalima
Deedar tera milne ke baad hi
Chuthe meri angdayi
Tu hi bata de
Kyun zaalima main keh layi
Kyun iss tarah se
Duniya jahan mein karta hai
Meri ruswayi
Tera kasoor aur zaalima main keh layi
Deedar tera milne ke baad hi
Chuthe meri angdayi
Tu hi bata de
Kyun zaalima main keh layi
Tu hi bata de
Kyun zaalima main keh layi