Ghar - Pritam&Nikhita Gandhi&Mohit Chauhan

Pritam

Nikhita Gandhi

Mohit Chauhan

专辑:《Ghar》

更新时间:2025-03-20 05:50:56

文件格式:mp3

网盘下载

Ghar - Pritam&Nikhita Gandhi&Mohit Chauhan 歌词

Ghar - Pritam (披淡·查克拉波蒂)/Nikhita Gandhi/Mohit Chauhan

Written by:Pritam Chakraborty/Irshad Kamil

Khaali hai jo tere bina

Main woh ghar hoon tera

Khaali hai jo tere bina

Main woh ghar hoon tera

Ghoomein phire

Tu chaahe sab shehar

Tu hai mera

Ghoomein phire

Tu chaahe sab shehar

Tu hai mera

Khaali hai jo tere bina

Main woh ghar hoon tera

Khaali hai jo tere bina

Main woh ghar hoon tera

Mujhpe kabse likha hua

Tera hi naam hai

Mujhme jo hai mera

Sabhi tera hi naam hai

Chaahat bhi tu meri

Aur haq bhi hai mera

Chaahat bhi tu meri

Aur haq bhi hai mera

Khaali hai jo tere bina

Main woh ghar hoon tera

Khaali hai jo tere bina

Main woh ghar hoon tera

Na na na na na na na

Na na na na na

Na

O humse jaane kyun bewajah

Jalte hain faasley

Milna tere gale par mill rahe ye gale

Aaja mita ye jo hai faasla tera mera

Aaja mita ye jo hai faasla tera mera

Khaali hai jo tere bina

Main woh ghar hoon tera

Khaali hai jo tere bina

Main woh ghar hoon tera