Kumar Sanu
Udit Narayan
Alka Yagnik
专辑:《Karan Arjun (Original Motion Picture Soundtrack)》
更新时间:2025-03-31 00:41:07
文件格式:mp3
Yeh Bandhan Toh (From "Karan Arjun") - Kumar Sanu/Udit Narayan/Alka Yagnik
Sooraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushbu kab door pawan se
Kab door bahaar chaman se
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
Sooraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushbu kab door pawan se
Kab door bahaar chaman se
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
Tum hi mere jeevan ho
Tumhein dekh dekh jee loongi
Tum hi mere jeevan ho
Tumhein dekh dekh jee loongi
Main to tumhari khatir
Duniya ka zehar pee loongi
Tere paavan charnon mein
Aakash jhuka denge hum
Teri raah mein jo shole hon
To khud ko bichha denge hum
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
Mamta ke mandir ki hai
Tu sabse pyaari moorat
Mamta ke mandir ki hai
Tu sabse pyaari moorat
Bhagwan nazar aata hai
Jab dekhein teri soorat
Jab jab duniya mein aayein
Tera hi aanchal paayein
Janmon ki deewaron par
Hum pyaar apna likh jaayein
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
Sooraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushbu kab door pawan se
Kab door bahaar chaman se
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai