Kavita Krishnamurthy
KK
专辑:《Devdas (Original Motion Picture Soundtrack)》
更新时间:2025-03-29 22:42:21
文件格式:mp3
Maar Daala - Kavita Krishnamurthy/KK
Written by:Nusrat BadrPrakash Kapadia/Ismail Darbar
Yeh kiski hai aahat
Yeh kiska hai saaya
Huvi dil mein dastak
Yahan kaun aaya
Hum par yeh kisne
Hara rang dala
Oh hum par yeh kisne
Hara rang dala
Khushi ne hamari hame
Maar dala
Oh maar dala
Maar dala
Maar dala
Hum par yeh kisne hara rang dala
Khushi ne hamari hame maar dala
Hame maar dala hame maar dala hame
Maar dala
Allah maar dala allah maar dala allah
Maar dala
Na chand hatheli par sajaya
Na taaron se koyi bhi rishta banaya
Na rab se bhi koyi shikayat ki
Na rab se bhi koyi shikayat ki
Har gham ko humne chupaya
Har sitam ko haske uthaya
Kaanto ko bhi gale se lagaya
Aur phoolon se zakhm khaya
Haan magar dua mein jab yeh haath uthaya
Haan magar dua mein jab yeh haath uthaya
Khuda se dua mein tumhe maang dala maang dala
Allah maang dala allah maang dala
Oh hum par yeh kisne hara rang dala
Khushi ne hamari hame maar dala
Hame maar dala hame maar dala hame maar dala
Allah maar dala allah maar dala allah
Maar dala maar dala maar oh dala maar dala
Oh
Maar dala
Maar dala
Eh kiski hai aahat
Maar dala yeh kiska hai saaya
Maar dala
Huvi dil mein dastak
Maar dala yahan kaun aaya