Ho Gaya Hai Tujhko - Udit Narayan&Lata Mangeshkar

Udit Narayan

Lata Mangeshkar

专辑:《Dilwale Dulhania Le Jayenge》

更新时间:2025-02-21 17:52:54

文件格式:mp3

网盘下载

Ho Gaya Hai Tujhko - Udit Narayan&Lata Mangeshkar 歌词

Ho Gaya Hai Tujhko - Udit Narayan (那拉扬)/Lata Mangeshkar (拉塔)

Na jaane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Na jaane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Na jaane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Dekha na tune mudke bhi peechhe

Kuchh der to main ruka tha

Jab dil ne tujhko rokna chaaha

Door tu ja chuka tha

Hua kya

Na jaana

Ye dil kyon

Deewana

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Ay vakt rukja thamja thaharja

Vaapas zara daud peechhe

Main chhod aayi khud ko jahan pe

Vo reh gaya mod peechhe

Kahan main

Kahan tu

Ye kaisa

Hai jaadu

Arre ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Na jaane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Kho gaya