Bahut Pyar Karte Hain - Various Artists

Various Artists

专辑:《Saajan / Salaami》

更新时间:2025-03-21 12:53:09

文件格式:mp3

网盘下载

Bahut Pyar Karte Hain - Various Artists 歌词

Bahut Pyar Karte Hain - Various Artists

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Kasam chaahe le lo

Kasam chaahe le lo

Khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Hamari gajal hai tassavur tumhara

Hamari gajal hai tassavur tumhara

Tumhare bina ab na jeena hamara

Tumhein yun hi chaahenge

Tumhein yun hi chaahenge

Jab tak hai dam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Sagar ki baahon mein maujen hain jitni

Sagar ki baahon mein maujen hain jitni

Humko bhi tumse mohabbat hai utni

Ke yeh bekarari na

Ke yeh bekarari na

Ab hogi kam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Kasam chaahe le lo

Kasam chaahe le lo

Khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam