Lata Mangeshkar
Shankar-Jaikishan
更新时间:2025-03-22 00:08:23
文件格式:mp3
Ab raat guzarnewaali hai - Lata Mangeshkar/Shankar-Jaikishan
Aa jao tadapte hain armaan
Aa jao tadapte hain armaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Main roun yahaan tum chup ho wahaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
O chand ki rangat udne lagi
Lo taaron ke dil ab doob gaye doob gaye
Hai dard bhara bechain sama
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Is chand ke dole mein aayi nazar
Is chand ke dole mein aayi nazar
Yeh raat ki dulhan chal di kidhar chal di kidhar
Aawaz to do khoye ho kahaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Taqdeer ko bhi neend aane lagi neend aane lagi
Tum aate nahi main jaaun kahaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai