Hum To Bhai Jaise Hain - 爱无国界 (Veer-Zaara)
Hum to bhai jaise hain vaise raheinge
Hum to bhai jaise hain vaise raheinge
Hum to bhai jaise hain vaise raheinge
Ab koi khush ho ya ho khafa
Hum nahin badleinge apni ada
Samjhe na samjhe koi hum yahi kaheinge
Hum to bhai jaise hain vaise raheinge
Hum to bhai jaise hain vaise raheinge
Hum dil ki shahzadi hai marzi ki mallika
Hum dil ki shahzadi hai marzi ki mallika
Sar pe aanchal kyun rakhe
Dhalkaa to dhalkaa
Ab koi khush ho ya koi roothe
Is baat par chahe har baat toote
Hum to bhai jaise hain vaise raheinge
Hum to bhai jaise hain vaise raheinge
Humein shokh mehandi ka na shahnai ka hai
Humein shokh mehandi ka na shahnai ka hai
Humare liye to apna ghar hi bhala hai
Sunta agar ho to sun le kaazi
Lagtaa nahin kabhi hum honge razi
Hum to bhai jaise hain vaise raheinge
Hum to bhai jaise hain vaise raheinge
Ab koi khush ho ya ho khafa
Hum nahin badleinge apni ada
Samjhe na samjhe koi hum yahi kaheinge
Hum to bhai jaise hain vaise raheinge
Hum to bhai jaise hain vaise raheinge