Kahan Ho Tum (Album Version) - Bombay Vikings

Bombay Vikings

专辑:《Chhod Do Aanchal Zamana Kya Kahega》

更新时间:2025-03-04 21:02:14

文件格式:mp3

网盘下载

Kahan Ho Tum (Album Version) - Bombay Vikings 其他版本
Kahan Ho Tum (Album Version) - Bombay Vikings 歌词

Kahan Ho Tum (Album Version) - Bombay Vikings

Written by:Neeraj Shri

Kahan ho tum mujhe batao

Zara kareeb se pukaro

Kahan kahan dhundu tumko

Main aawara dar badar

Nazar na aye tum magar

Chup gaye ho tum kaha ho tum kidhar

Ab to dil hai darta sehara

Dariya aakhon ki nami

Yaadon ka laga hai pehra har kahi

Jana tum se tha jo

Roshan mera pyar pe yakeen

Guum hai kahan kal tak to tha yaheen

Oh humnasheen

Tumhine to kaha tha mujhse

Subha nai to aaegi

Isi umeed ke sahare

Kar raha hu rehguzar

Kaho kahan ho humsafar

Chup gaye ho tum kaha ho tum kidhar

Ab to dil hai darta

Sehara dariya aakhon ki nami

Yaadon ka laga hai pehra har kahi

Jana tum se tha jo

Roshan mera pyar pe yakeen

Guum hai kahan kal tak to tha yaheen

Oh humnasheen

Mujhe awaz do

Mere khawob ke saharon

Phirse awaz do

Kaha ho tum pukaron

Oh

Mere khawabon ke saharon

Oh

Mujhe tum pukaron

Oh

Jana tum se tha jo roshan

Mera pyar pe yakeen

Guum hai kahan kal

Tak to tha yaheen

Ab to dil hai darta sehara

Dariya aakhon ki nami

Yaadon ka laga hai pehra har kahi

Jana tum se tha jo roshan

Mera pyar pe yakeen

Guum hai kahan kal tak to tha yaheen

Oh humnasheen