Subha Ki Train - Sachet Tandon&Parampara Thakur&Sachet-Parampara

Sachet Tandon

Parampara Thakur

Sachet-Parampara

专辑:《Toilet - Ek Prem Katha (Original Motion Picture Soundtrack)》

更新时间:2025-03-17 14:49:31

文件格式:mp3

网盘下载

Subha Ki Train - Sachet Tandon&Parampara Thakur&Sachet-Parampara 歌词

Subha Ki Train - Sachet Tandon/Parampara Thakur/Sachet-Parampara

Preet teri sar chadhi hai haule haule

Subah ki chai mein adrak jaise ghaule

Preet teri sar chadhi hai haule haule

Subah ki chai mein adrak jaise ghaule

Sardi mein jaise dhoop ka

Yun karoon tera intezaar

Chalun chaand pe ho tere sang sawaar

Subah ki train pyar tera subha ki train

Jaagun saari rain pyar tera subha ki train

Subah ki train pyar tera subha ki train

Sooraj se pehle nikal pade

Duniya chaahe jal mare haaye

Sooraj se pehle nikal pade o

Duniya chaahe jal mare

Chhuk chhuk sa dil kare

Ruk ruk ke ye badhe

Chhuk chhuk sa dil kare

Ruk ruk ke ye badhe

Kabhi dhadkan bhi bani toofan mail

Subha ki train pyar tera subha ki train

Naa neend na chain

Pyaar tera subha ki train

Subha ki train pyar tera subha ki train

Sard hawaaon mein jaise koyle ki aanch tu

Oas se bheega jo kohre ka kaanch tu

Sard hawaaon mein jaise koyle ki aanch tu

Oas se bheega jo kohre ka kaanch tu

Bheena bheena sa tu dhuaan

Jheena jhenaa ye mann huaa

Bheena bheena sa tu dhuaan

Jheena jhenaa ye mann huaa

Tu engine main hoon jaise teri rail

Subha ki train pyar tera subha ki train

Raahein dekhe nain pyar tera subha ki train

Subha ki train pyar tera subha ki train