Aaya Tere Dar Par - 爱无国界

爱无国界

专辑:《爱无国界》

更新时间:2025-03-25 16:06:45

文件格式:mp3

网盘下载

Aaya Tere Dar Par - 爱无国界 歌词

Aaya Tere Dar Par - 爱无国界 (Veer-Zaara)

Jo bandishein thi zamane ki tod aaya hoon

Main tere waste duniyaa ko chhod aaya hoon

Aaya tere dar par deewana

Aaya tere dar par deewana

Aaya hoon aaya aaya tera deewana

Aaya tere dar par deewana

Aaya tere dar par deewana

Tera deewaanaa

Tera deewaanaa

Tera deewaanaa

Aaya tere dar par deewana

Aaya tere dar par deewana

Tera deewana tera

Teraa deewana deewana

Tera deewana tera

Teraa deewana

Tera deewana

Tera deewana

Tera deewana

Aaya tere dar par deewana

Aaya tere dar par deewana

Ye hai tera hi saudayi

Ye hai teraa hi shahdayi

Ye hai teraa hi shahdayi

Ye hai teraa hi shahdayi

Tere ishq mein hai ise mar jaana

Aaya tere dar par deewana

Aaya tere dar par deewana

Tera jalwa jo paoon main har gham bhool jaoon

Tera jalvaa main jo paoon main to har gham bhool jaoon

Yeh aansoo jo hai bahtey bas itna hai ye kahtey

Kahaan tu aur kahaan main paraayaa hoon yahan main

Karam itnaa agar ho ki mujh par ik nazar ho

Karam itnaa agar ho ki mujh par ik nazar ho

Jaan-o-dil waar doon main

Zindagi haar doon main

Jaise shamma par marta hai parwana

Aaya tere dar par deewana

Aaya tere dar par deewana

Aayaa tere dar par tera hi deewana

Aayaa tere dar par tera hi deewana

Deewana tera

Deewana tera

Deewana tera

Deewana tera

Deewana tera

Deewana tera

Deewana tera

Deewana tera

Deewana tera

Deewana tera

Deewana tera

Aaya tere dar par deewana deewanaa deewana

Aayaa kis mod pe afsana

Aayaa kis mod pe afsana

Aayaa kis mod pe afsana

Aayaa kis mod pe afsana

Aayaa kis mod pe afsana

Aayaa kis mod pe afsana

Yeh sitam ka riwaj kyun hai

Jaisa hai ye samaaj kyun hai

Yeh duniya ki hai rasmein

Main hoon ab inke bas mein

Yeh jo duniyaa ki hai rasmein

Main hoon ab inke hi bas mein

Na poochho kyaa gila hai

Mujhe gham kyun milaa hai

Tumhein main kyaa bataaoon

Mohabbat jurm hai kyun

Koi rotaa hai kyun

Aisaa hotaa hai kyun

Kyun dil se hai har ek anjana

Aayaa kis mod pe afsaanaa

Aayaa kis mod pe afsaanaa

Yeh kis maahol mein ham hain

Khushi ke bhes mein gham hain

Kise apna kahe kise beghana

Aayaa kis mod pe afsana

Aayaa kis mod pe afsana

Aayaa kis mod pe meraa afsaanaa

Aayaa kis mod pe meraa afsaanaa

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Afsana mera

Aaya kis mod pe afsana afsanaa afsana

Aaya kis mod pe afsanaa

Aaya kis mod pe afsanaa

Aaya kis mod pe afsanaa

Aaya kis mod pe afsanaa